Apps Waps Apps

Shab-e-Aroosi 1.0
Apps Waps
Is app me shadi ki pehli raat jisay suhag raat aur shab e zafaaf yaphir shab e aroosi bhi kaha jata hay is ki mukammal malomat hasilkijiye. shadi se pehley ya shadi kay baad kya hota hay, kesay hotahay, kya karna chahiye aur kya nahi , subh janiye is app me.
Pakistani Dress Design 1.1
Apps Waps
This app contains all new designs of ladies dresses . new styles ofqameez and style of kurta also are new. specially for summerseasonal dresses designs we can see and collect for lookingbeautiful in the party or at home. from casual to party dresses arehere in this app.
Qissay Nabiyon Ke 1.0
Apps Waps
Is app me janiye Pyare nabiyon key woh qissayjin ko parh kar aiman taza ho jaye. kese UNHON ne ISLAM ki khatirqurbanian deen . aur kese ISLAM key mutabiq apni apni zindagianguzaren . aur humen un ki be misaal zindagion se kya sabaq miltahay. ye subh samajnay aur is par amal karne ke liye parhiye yeapp.
Pareshani Ka Hal 1.0
Apps Waps
Is aap main janiye un har parshanio ka hal jokay aye din hamaray samnay pahaar ban kar khari ho jati hain..hamen apna ikhtisaab karna chahye , ta kay hamen apnay ander kigalation ki samaj aa sakay . jin galation se hamen mushkilon kasamna karna parta hay un se hamen kuch sekhna bhi chahiye. ta kayzindagi mein kabhi dobara un ka saamna na karna parhe. inhi sabhbaton ko samajnay kay liye is app ko parhna aur samajna hoga. umeedhay hamen is se kafi faida hoga.
Quran Se Ilaj 1.0
Apps Waps
This app contains QURAN se ilaj which called also Rohani Ilaj. wecan solve our all problems by reciting QURAN and in this app thereare too many AYAHS which are from the SURAH'S of QURAN.By Rohani Ilaj we can treatment our all of medical problems. likefever, pain, heart problem , ear pain, stomach pain, etc and otherall things which we having in our life.
Education 1.0
Apps Waps
Insaan jab baligh ho jata hay tu qudrat kayqanoon kay mutabiq us mein jinsi mubashirat ka maada bhi paida hojata hay. jis se insaan apni jinsi taskeen hasil karta hay. sahitoar par istimal aur sahi waqat par apnay shareek e hayat se milaapka naam hi asal mein jinsi mubashirat hay.is muamlay mein insan pedaish se hi seekh kar nahi aata , balkay iskay baray mein sahi malumat hona buhat zarori hay. warna buhat senuqsanat ka samna karna parta hay. isi ilm ko samajnay aur amal kayliye parhiye ye app.
Makeup Karna 1.0
Apps Waps
Is app mein makeup karnay kay tariqaysikhiye.aur bachaiye apna waqat aur paisay. apna makeup khud karkay pahlay se bhi zayada khobsurat nazar aain. is mein aap sekhsaktay hain party makeup ,dulhan makeup, saman ki hifazat aur buhatkuch jo de sakta hay aap ko buhat faida mand beauty tips.
Apni Namaz Durust Kejiye 1.0
Apps Waps
Is app me apni namaz kay baray main woh subhkuch janiye jin chezon ka hum aksar khyal nahi rakhte. jis ki wajahse hamaray sawab me kami aa sakti hay. ya phir aysa bhi mumkin ha knamaz ho hi na . is mein un subh baton ka zikar bari tafseel se kiagaya hay jin ko jaan kar hum apni namaz ki har kami ko door karsaktay hain. mazeed samajnay aur amal karne kay liye parhiye yeapp.
Pakistani Mehndi 1.2
Apps Waps
This app contains beautifull and latestpakistani mehndi designs. which can use on every event. just likemarriage , mehndi function, or anywhere where you have to usemehandi . you can find hand designs and also foot designs.
Khawab Ki Tabeer 1.0
Apps Waps
Khwab jis kay baray mein hamein ilm honachahiye hamari zindagi ka aik aham hissa hain. raat kay teesraypahar mein dekhay janay walay khwab ko haqeeqat se qareeb kaha gayahay, magar hamein is ki tabeer ka asal mein pata hi nahi hota.kabhi kisi ko apna khwab suna kar galat tabeer le rahay hotay hainaur kabhi kisi ko tabeer bata rahay hotay hain, asal mein is kaamko manah kia gaya hay.Is app se ye madad le saktay hain ko jo khwab aap ne dekha hayis ki tabeer jaan lein. talash karne mein aasani kay liye pagesmein alif se ye tak ki tabeerein alag alag ki gae hain. umeed haykay hamari ye koshish aap kay liye faida mand sabit hogi.
Norani Qaida 1.0
Apps Waps
Norani qaida se hum seekh sakte hain ke kesayQURAN parha jaye. kese ilfaaz ko bayan kiya jaye. bachon aur bharonke liye nihayat mufeed qaida .
Manzil 1.0
Apps Waps
Manzil buhat si bemarion fitno aur jadu sebachnay ka buhat hi behtareen zareya ha. is ko parhne se buhat sechoron or balaon se bacha ja sakta hay. ye 33 ayat hain jo kaybuhat hi mufeed hain.
Bemarion Ka Ilaj 1.0
Apps Waps
Is app mein apni har us bemari ka ilaj janiyejis ne app ki zindagi ko pareshanion ka ghar bana dala hay. is meinaap jaan sakte hein naak ki bemarion ka ilaj. kaan ki bemarion kailaj. pait ki bemarion ka ilaj. sar kay dard kay liye aur baqi harbemari kay liye nihayat mufeed ilaj.
Surah Kaaf Se Ilaj 1.0
Apps Waps
Is app me janiye kay kesay hum QURAN ki SURAHKAAF se har bemari ka hal nikal sakte hain, wesay tu sara QURAN himusalmano kay liye rehmat hay. magar allama muhammad javed ne isbook me is surah se woh subh ilaj bataye hain jin ki hamen harwaqat zarorat rehti hay. umeed har parhne walay kay liye nihayatmufeed sabit hogi.
Nabvi Tarika Ilaj 1.0
Apps Waps
NABI (PBUH) kay tareeqa e ilaj kay baray mainjaniye . har bemari ka ilaj dua aur dawa se kia ja sakta hay. ilajkay liye masnoon duain, pareshani door karne ki duain. ayat ulqursi, jannat ka khazana hasil karne ki dua aur bhi buhat kuch jinse hamen akhirat o dunya me faida ho sakta hay,dum se ilaj karna sikhiye, acha waris kese manga jaye. shar sebachnay ka tariqa aur buhat kuch janiye is app me.
Gunahgar Aurtein 1.0
Apps Waps
Is app me janiye kay woh kon kon say gunahhain jin ki wajah se autein saza ki haqdaar huwen . in ko kya karnachahye aur kya nahi karna chahiye ye subh janiye islam ki roohse.
Hazrat Ali R.A Ki Batein 1.0
Apps Waps
Hazrat ALI R.A ki batein jo kay sari dunya kayliye bahtareen misalein hein, agar n ko samaj kar in par amal kiajaye tu faida hi faida hay, musalman tu in baton kay kayal hain hiin kay ilawa sari dunya is baat ko manti aur samajti hay. ALLAHhamein amal ki toafeeq day.
Toba Kay Anso 1.0
Apps Waps
Is app mein janiye un tarikon kay baray mainjin kay zaraiye ALLAH se muafi mang kar apni zindagi o akhirat kosanwara ja sakta hay.Jesa kay ALLAH irshad farmata ha kay WOH toba karne walon ko apnadost bana leta hay .mazeed janiye1- touba ki qismein2- awam ki toba3- khas ki touba4-tanhae mein zamen par girnay walay anso5- rohani bemarion ka ilajaur bhi buhat kuch samajnay aur amal karnay kay liye parhiye yeapp.
Bahar-e-Shabab 1.0
Apps Waps
Aurat aur khawand ki jinsi milap ki mukamalmalomat, jis me ikhtiyat aur milnay kay sahi tareqay par guor kiagaya hay, jin baton ka asal me hamen malom hona chahiye woh sabhbaten janiye is app me. inhen jan kay hum buhat se bemarion se bachsakte hain, buhat se gunahon se bhi nijat hasil ki ja sakti hay.buhat se woh kaam jo hum galat kar jatay hain aur kisi se pochtaynahi woh subh janiye aur samaj kar amal ki koshish kijiye.
Milan Ka Tariqa 1.1
Apps Waps
Milan jo kay shadi kay baad ka aik aham juzban jati hay is ki mukammal aur sahi malomat hona itna hi zarorihay jitna kay asal mein shadi ko samjha jata hay. kay bacha yabachi abh shadi kay kabil ho chukay hain lihaza in ki shadi abh hojani chahiye . magar is taraf koi tawajjah nahi deta kay shadi kaybaad kay muamlat ye kesay teh karen gay. kya bachon mein itni samajhay kay woh aasani se apni zindagi bina kisi nuqsan ya galti kayguzaar lein gay.
بدن بازار 1.0
Apps Waps
Is app me buhat se naamwar writers kay pasandkiye gaye afsanay mojud hain, jo apnay apnay waqat mein buhatmaqbool huway. is book ki writer ne subh afsano ko aik jagah ikathakar kay badan bazaar kay naam mein sameyta hay.
Quotes Of Love 1.0
Apps Waps
This app contains most beautiful quotes foralmost all topics. specially for your partners on every situationsin love, trust , relationship, or even you have sad situation inyour love. this app can help you to say anything you want to sharewith your love one. these quotes are with beautiful images designedby skilled graphic designers , who can understand your feelings inlove. or in any situations.share with your friends. via any source as you want. save in yourdevice or do anything as you want.
Eye Makeup 1.0
Apps Waps
By this app we can learn about our eyemakeup.as we always want to look beautiful . our eyes are mostimportantin this logic. so now by this app we can do anything as wewant forour eyes. keep learning Eye makeup .
Shehed Se Ilaj 1.0
Apps Waps
NABI (PBUH) par jaan qurbaan karnaywalaySAHABA (R.A) jabh kabhi bemaar hotay tu AAP kay huzoor hazirho karmadad chahtay . APP (PBUH) FARMATAY kay jao aur shehed sedawa lo.SAHABA R.A aisa hi kartay aur shifa yaab ho jatay. is baatse hamenye sabaq mila kay shehed se ilaj mumkin aur mufeed hay. isbaat sekoi inkaar na raha.Is app mein janiye shahed se har bemari ka ilaj. sar kay dardsepaon tak ki takaleef se nijat hasil karen , aur apna ilajkhudkaren.
Bismillah Se Ilaj 1.0
Apps Waps
Bismillah jo kay har kaam se pehlay parhnekahukam dia gaya hay, is kay matlab se tu hum subh waqif hain.magaraam tour par ye goar nahi kia jata kay is se kitni barkateinhasilhoti hain. is se kitni mushkilat ka khaatma ho jata hay. wesetuhamaray liye itna hi kafi hay kay hamein hukam hay isay parhneka.magar is baat ka ilm bhi hona chahiye kay isay aur kis tarahaurkahan parhna chahiye kay is se hum dunya o akhirat ki bhalaehasilkar lein .Is app mein janiye kay kesay hum bismillah ko apna karapnimushkilat ka hal nikalein.
Aurton Kay Amraaz 1.0
Apps Waps
Is app mein ladies ki un bemarion kailajjaniye jin ki waja se kafi mushkilat ka samna karna parta hay.unpechida bemarion ka ilaj kay jin se uthna bethna, ghar kay kaamkajmein dushwari ka samna karna parta hay.
Pakiza Zindgi 1.0
Apps Waps
Is app me janiye kay kesay apni zindagikoislami qawaneen kay mutabiq guzara ja sakta hay, kesay apnizindagiko aik pakiza zindagi ka naam dia ja sakta hay. aysi zindagikay joakhirat kay liya achi sabit ho.